शनिवार, 4 जून 2016

Dard E Dil

Dard Chhupana bhi mushkil hai,

Dard batana bhi mushkil hai,

Kya batau aapko mere doston,

Is dard ke saath jina kitna mushkil hai..

Dil Tut sa gaya

Humne  bhi pyar kiya tha unhe apna nseeb jan kar,

Unhe chaha tha apne dil ka ajeej jan kar,

Hanste hanste izhaar kar diya apne pyar ka unhe hassen jan kar,

Aur usne hamara pyar thukra diya hume greeb jan kar..

Sadabahar shayari

Sama jaye har koi dil me itni jagah abad rakhna,

Kisi ko yad rakho ya na rakho is gareeb ko jarur yad rakhna.

Jindagi me kya rakha hai aaj hai kal na rahenge,

Kon yaha rahne aya h sabko ek din jana hai,

Jindagi jab tak hai jilo pyar se,

Fir to ek din ye dharti chhod ke jana hai...

Tanhai bhari shayari

Dil ki tanhai hum kaise dur karen,

Yun akele akele jindagi jiya nahi jayega,

Dil ki tamanna hai mil jaye koi aisa jivan sathi, jo jivan bhar sath nibhayega,

Fir kya kahna is jindagi ka , haste haste kat jayega..



शनिवार, 14 मई 2016

Dard bhari shayari


Pyar ke sapne humne bhi dekhe the unko dil me basa ke,
Lekin hume na pata tha ki wo hume chhod ke jayenge yu bich majdhar me fasa ke.


Birthday Shayari


Raho khush tum sada yahi dua hai meri,
Aaye na koi gum jindagi me teri,
Rakhe bhagwan zannat ki khushi jholi me teri,
Dua hi dua_badhai hi badhai mile janmdin me teri.

Wish You Happy Birthday


Dard bhari shayari


Mila ke juda hi karna tha to kyo milaya usse,
Ae khuda ansu hi dena tha to kyo likha use meri taqdeer me,
Ji lete tanha hum is jindagi me,
Lekin pasand nahi yu ghut ghut ke jeena hume...........

Dard bhari shayari


Is be dard duniya ne loot liya mujhko,
Meri jaan ko saop diya kisi aur ko,
Wo to bhul gai naya humsafar  pakar mujhko,
Aur chhod diya aansuo ke sailab me duba kr mujhko.

Dard bhari shayari


Is be dard duniya ne loot liya mujhko,
Meri jaan ko saop diya kisi aur ko,
Wo to bhul gai naya humsafar  pakar mujhko,
Aur chhod diya aansuo ke sailab me duba kr mujhko.

shayari, dard bhari shayari


Pyar kiya tha to zindagi bhar sath nibhana tha,
Kya tujhko bich me hi mujhko chhod ke jana tha,
Agar jana hi tha to pahle bata diya hota,
Hum bhi apne dil ko sambhal lete kyoki dil bhi kuwara tha.